Wednesday, May 26, 2021

Shayari poetry

Woh bichhadne se pehle tera mera milna ,
Hawao ka yun rukh badalna , bta rha bahut kuch hai badalna apne darmiyan ,
Teri or meri woh hichkat , nazaro ka yun takrana , 
Jaane ki jaldi , rukne ka intezar , samay ki suiya bta rhi apni kimmat , tere or mere es aakhri milan ko.....
   By :- Kshma Rastogi




#novacollege
#novainstituteofnursingandparamedicalscienceslucknow
#kshmarastogi
#nursingstudent

जज़्बात स्टेट्स शायरी

यू अनजान बनके बदले जज़्बात मेरे , 
कैसे बदले जज़्बात मेरे , बताओ जरा हमको भी ,
यू जज़्बात केसे बदल देते हो , यू तो गुस्ताहिया माफ की हमने हजार ,
यह जज्बातों को बदलने का हुनर कहां से लाते हो ,
तेरे शहर में आना ऐसे हुआ , अपना शहर छोड़ आए पीछे ,
लौटे केसे शहर में अपने , तेरे शहर के अलावा पसंद नहीं कुछ ।

By:- Kshma Rastogi

Tuesday, May 25, 2021

Nighaon ka kasur

Teri nighaon ka wo kasur tha , jo hum fida hue tumpe,
Teri har ek fida par hum juda hone lge ,
Dheere se zindagi me tera aana , lge kuch kaash ehsaas tera , 
Jehan me aise utre tum , na sambhal paaye khudko , 
Teri nighaon se jab apni nighein milai , 
Jhuk gyi tere aitbaar me ,
Hum na samjhe teri un nighaon ka kasur , 
Jisme hum khud mit rhe dheere dheere ,

Kehne ko sab mera , jab dekho kahan hai kuch mera , 
Teri nighaon m yu khoo gye hum , sab begane se lgne lge tujhe chhod kar........

By :- Kshma Rastogi

#novacollege

मोक्ष प्राप्ति

Yeh Dil

Yeh dil toh hai unhi ka ,
Dhadakta toh hum me hai sirf , 
Dhadkano par hai usi ka raj ,
Yeh dhadkan toh bas dhadakti hai seene me ,
Es dil par apna na koi haq , dil par hai haq sirf unka ,
Kyuki woh hai dil ki dhadkano ke raja ..........

Jo dhadke sirf unhi ke liye , 
Unhi ke liye dhadke , or na chahe kisi ko ,
Duri toh milo jitni , dil me hai Karibi ,
Kareeb aane ke liye dil rehta hai intezaar me....


By :- Kshma Rastogi

Love Poetry

प्यार में मिलना बिछड़ना लगा रहता है, लेकिन उस प्यार को बनाए रखना मुश्किल होता है, प्यार में अक्सर वादे निभाए भी नही जाते है, ओर प्यार में अक...